Astrology Prediction : Query by Himanshu, from ????

Name : Himanshu Sharma
Date of Birth : 08-09-1996
Time of Birth : ?????
Place of Birth : ??????
Query : sarkari naukri ke yog kb tk hain?Mere sare kam bnte bnte reh jate hain ?Kripya samadhan kre.

Himanshu Sharma,
Kyu ki aap apane kaam ko dhyan se nahi karate hai, is liye aapka kam banate banate bigad jata hai.
Aap sochate hai, ki yeh kar diya bas. Begar talane wali bat.
Jaise yahi par aapane dhyan nahi diya ki time of birth aur place of birth bhi dena tha, nahi diya. Ab jo bata diya, us se hi samajh jaye to badhiya hai.

Leave a Reply